SHANKAR AATE HAIN LYRICS IN HINDI: शंकर आते हैं, The song is sung by Rishi Singh and released by T-Series label. SHANKAR AATE HAIN is a Bhajan and Shiv Bhajan song, composed by Ankit–Chetan, with lyrics written by Manoj Muntashir.
शंकर आते हैं Shankar Aate Hain Lyrics in Hindi
कोई कहे कैलाश बसे वो
कोई कहे शमशानों में
महादेव है पिता पिता के
प्राण बसे संतानों में
आंसू अगर बुलाते हैं
कोई कहे कैलाश बसे वो
कोई कहे शमशानों में
महादेव है पिता पिता के
प्राण बसे संतानों में
आंसू अगर बुलाते हैं
सोए प्रभु जग जाते हैं
हाँ मेरे प्रभु जग जाते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
कौन घिरा है किस दुविधा में
सारी खबर वो रखते हैं
आंखें मूंदे बैठे हैं
पर सब पे नजर वो रखते है
रोते रोते जिस दिन कोई
भक्त कहीं सो जाता है
मान सरोवर का पानी
उस दिन खारा हो जाता है
तकलीफ प्रभु को होती है
जब नैन कहीं भर आते हैं
जब नैन कहीं भर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
भारतलिरिक्स.कॉम
दुखिया देखल मन से जिस पल
आह निकलने लगती है
सुनते हैं कैलाश शिखर पे
बर्फ पिघलने लगती है
अंधियारों में अगर पुकारो
बन जाए शिव साथी
मन कुटिया में जल जाए
कोई दीपक बिन बाती
जिनके साथ हुआ है ऐसा
वो ही लोग बताते हैं
जिनके साथ हुआ है ऐसा
वो ही लोग बताते हैं
हां वो ही लोग बताते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
Shankar Aate Hain Lyrics
Koi kahe kailash base wo
Koi kahe shamshanon mein
Mahadev hai pita pita ke
Praan base santanon mein
Aansoo agar bulaate hain
Koi kahe kailash base wo
Koi kahe shamshanon mein
Mahadev hai pita pita ke
Praan base santanon mein
Aansoo agar bulaate hain
Soye prabhu jag jaate hain
Haan mere prabhu jag jaate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
Kaun ghira hai kis duvidha mein
Saari khabar wo rakhte hain
Aankhen moonde baithe hain
Par sab pe nazar wo rakhte hain
Rote rote jis din koi
Bhakt kahin so jaata hai
Maan sarovar ka paani
Us din khaara ho jaata hai
Takleef prabhu ko hoti hai
Jab nain kahin bhar aate hain
Jab nain kahin bhar aate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
Dukhiya dekhal man se jis pal
Aah nikalne lagti hai
Sunte hain kailash shikhar pe
Barf pighalne lagti hai
Andhiyaaron mein agar pukaaro
Ban jaaye shiv saathi
Man kutiya mein jal jaaye
Koi deepak bin baati
bharatlyrics.com
Jinke saath hua hai aisa
Wo hi log batate hain
Jinke saath hua hai aisa
Wo hi log batate hain
Haan wo hi log batate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
Sukh mein aaye na aaye
Dukh mein shankar aate hain
