Sharaabi Soch Na Kar Matwaale Lyrics - Kanan Devi, Pankaj Mullick

Sharaabi Soch Na Kar Matwaale lyrics, the song is sung by Kanan Devi, Pankaj Mullick from Mukti (1937). The music of Sharaabi Soch Na Kar Matwaale Playful track is composed by Rai Chand Boral while the lyrics are penned by Prem Dehlvi.

Sharabi sharabi soch na kar matwale
Dukh bhare dukh wale
Sharabi soch na kar matwale
Dukh bhare dukh wale

bharatlyrics.com

Jo tere mann ki thheek hai sudh budh
Jo tere mann ki thheek hai sudh budh
Bigdi bat bana le sharabi
Bigdi bat bana le

Jo tere mann ma khot nahin hai
Jo tere mann ma khot nahin hai
Lau ishwar se laga le,
Sharabi lau ishwar se laga le
Jo tere prem mein sachhai hai
Jo tere prem mein sachhai hai
Aur ye prem badha le
Aur ye prem badha le,
Aur ye prem badha le

Haan yeh hi dukh hai
Sukh ka sandesa
Yeh hi dukh hai
Sukh ka sandesa
Aag se ag bujha le,
Sharabi ag se ag bujha le
Soch na kar matwale
Dukh bhare dukh wale
Sharabi soch na kar matwale
Dukh bhare dukh wale sharabi.

Sharaabi Soch Na Kar Matwaale Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download