Sharab Nahi Hu Magar Lyrics - Asha Bhosle

Sharab Nahi Hu Magar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Adhikar (1971). The music of Sharab Nahi Hu Magar Item Numbers, Sharaabi track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Ramesh Pant.

Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Haye re haye re
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu

Dilbar zara nazar to mila
Mehfil me aake mat sharma
Mai janu tere dil me hai kya
Ji bhar ke le le
Maza pine ka jine ka
Dilbar zara nazar to mila
Mehfil me aake mat sharma
Mai janu tere dil me hai kya
Ji bhar ke le le
Maza pine ka jine ka
Ho jo gham ke
Mare hote hai
Unka koi nahi hota
Ho jo gham ke
Mare hote hai
Unka koi nahi hota
Unhe apna banati hu
Haye re haye re haye re
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu

bharatlyrics.com

Chehara bhuja bhuja sa hai
Aankho me dard chhalka hai
Aakhir tujhe hua kya hai
Ab to zara muskura
Jo hua bhule ja
Chehara bhuja bhuja sa hai
Aankho me dard chhalka hai
Aakhir tujhe hua kya hai
Ab to zara muskura
Jo hua bhule ja
Udas nazro ki pyas ho
Ya ho aag sine ki
Udas nazro ki pyas ho
Ya ho aag sine ki
Mai dono ko bhujati hu
Haye re haye re haye re
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu
Sharab nahi hu
Magar ek nasha hu
Mai sare zamane ke
Gham ki dawa hu.

Sharab Nahi Hu Magar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download