Sharabon Se Kya Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Sharabon Se Kya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Majaal (1987). Sharabon Se Kya Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Sharabo se kya mujhko kaam
Gulabo se kya mujhko kaam
Ho sharabo se kya mujhko kaam
Gulabo se kya mujhko kaam
Zindagi tere zindagi
Tere hotho ka naam
Baharo se kya mujhko kaam
Sitaro se kya mujhko kaam
Baharo se kya mujhko kaam
Sitaro se kya mujhko kaam
Roshani teri roshani
Teri aankho ka naam
Sharabo se kya mujhko kam
Baharo se kya mujhko kam

bharatlyrics.com

Jau kisi mandir mein teri
Hi murat dikhati hain
Kholu koi kitab teri
Hi surat dikhati hain
Jau kisi mandir mein teri
Hi murat dikhati hain
Kholu koi kitab teri
Hi surat dikhati hain
Fasano se kya mujhko kaam
Tarano se kya mujhko kaam
Fasano se kya mujhko kaam
Tarano se kya mujhko kaam
Ragini teri ragini
Teri bato ka naam
Sharabo se kya mujhko kaam
Gulabo se kya mujhko kaam

Dono jaha pakar na mile
Wo sukh tere aalingan mein
Kanchan kaya dhal kar aayi
Chandani aur chandan mein
Dono jahan pakar na mile
Wo sukh tere aalingan mein
Kanchan kaya dhal kar aayi
Chandani aur chandan mein
Duao se kya mujhko kaam
Khudao se kya mujhko kaam
Duao se kya mujhko kaam
Khudao se kya mujhko kaam
Bandagi teri bandagi
Teri yado ka naam
Baharo se kya mujhko kaam
Sitaro se kya mujhko kaam
Roshani teri roshani
Teri aankho ka naam
Sharabo se kya mujhko kaam
Gulabo se kya mujhko kaam
Zindagi tere zindagi tere
Hotho ka naam.

Sharabon Se Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Sharabon Se Kya is from the Majaal (1987).

The song Sharabon Se Kya was sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.

The music for Sharabon Se Kya was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Sharabon Se Kya were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Sharabon Se Kya is Bappi Lahiri.

The song Sharabon Se Kya was released under the T-Series.

The genre of the song Sharabon Se Kya is Romantic.