Sharma Ke Zara Lyrics - Asha Bhosle, Shamshad Begum

Sharma Ke Zara lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum from Aladdin Aur Jadui Chirag (1952). Sharma Ke Zara Masti soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Anjum Jaipuri.

Sharma ke zara ae mast ada
Itna to bata dil tune hai kisko diya
Sharma ke zara ae mast ada
Itna to bata dil tune hai kisko diya
Palko ki bana ki dhori dhori
Dil kisko pukare chori chori
Chehre hita julfo ki ghata
Surat to dikha gori gori
Palko ki bana ki dhori dhori
Dil kisko pukare chori chori
Chehre hita julfo ki ghata
Surat to dikha gori gori
Surat to dikha ae mast hawa
Itna to bata dil tune ye kisko diya

Hai jinki jawani shole shole
Andaz bade hai bhole bhole
Ham unpe jiye ham unpe mare
Najro ne kaha holle holle
Hai jinki jawani shole shole
Andaz bade hai bhole bhole
Ham unpe jiye ham unpe mare
Najro ne kaha holle holle
Najro kaha duniya se
Juda hai pyara mera
Dil hamne hai jisko diya
Sharma ke zara ae mast ada
Itna to bata dil tune hai kisko diya

Tere husn ko dekhe tora tora
Tujhe chand mila hai pyara pyara
Jisne bhi tera didar kiya
Vo dil apna hara hara
Didar tera ae mast
Ada itna to bata
Dil tune hai kisko diya
Sharma ke zara ae mast ada
Itna to bata dil tune hai kisko diya

bharatlyrics.com

Badal hai khushi chaye chaye
Hasne ke jamane aaye aaye
Vo shokh najar ulfat ka
Maja laye laye
Badal hai khushi chaye chaye
Hasne ke jamane aaye aaye
Vo shokh najar ulfat ka
Maja laye laye
Ulfat ka naja duniya se juda
Dil hamne hai jisko diya
Sharma ke zara ae mast ada
Itna to bata dil tune hai kisko diya.

Sharma Ke Zara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download