Sola Singar Karke Lyrics - Jaspinder Narula, Palash Sen

Sola Singar Karke lyrics, the song is sung by Jaspinder Narula, Palash Sen from Filhaal... (2002). The music of Sola Singar Karke Dance, Happy track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa

Sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut
Abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi
Bharayi le sola singar kare

Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me

bharatlyrics.com

Oye hoye hoye hoye oye hoye hoye hoye
Chhotu jo aave ghar me nani behlave
Payal pehenke nani nach dikhave
Payal pehenke nani nach dikhave
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Han chhotu jo aave ghar me
Chhotu jo aave ghar me
Hoye hoye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar me masi ko bulave
Nadi badalke unaki lori sunave

Nadi masi ki chhotu jo
Aave ghar me aave unke mama
Mama ya chacha mm chacha
Chhotu jo aave ghar me
Aave unake mama
Daton se nala pakde hath
Se pajama oh teri hasi bhar
Bharke ghar me chhidkave
Oh sola singar karke godi bharayi le
Sola singar karke godi bharayi le
Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan
Saiyyan se kheli bahut
Abb chhotu ko khilayi le
Sola singar karke godi
Bharayi le sola singar karke

Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa
Wari jawa wari jawa wari jawa
Sau sau bari sau sau bari wari jawa.

Sola Singar Karke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download