Subah Ki Angdaayi Hoon Lyrics - Asha Bhosle

Subah Ki Angdaayi Hoon lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Ameer (1954). The music of Subah Ki Angdaayi Hoon Happy track is composed by Lachhiram Tamar while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Subah ki angdaayi hoon main
Shaam ki tanhaayi hoon
Aajaa bahaaren loot len
Laakhon bahaaren laayi hoon main
Subah ki angdaayi hoon

Aa mere pyaare dil ke sahaare
Tujhpe nichaawar chaand sitaare
Chaand sitaare
Ab to samajh le dil ke ishaare
Ab to samajh le dil ke ishaare
Dil ke ishaare aa jaa aa jaa aa jaa
Jalwe lutaane aayi hoon main
Subah ki angdaayi hoon

Lab pe hansi hai
Aankh mein jaadoo
Chaand si soorat
Phool se gesoo
Lab pe hansi hai
Aankh mein jaadoo
Chaand si soorat
Phool se gesoo
Phool se gesoo
Tere liye main
Mere liye tu
Tere liye main
Mere liye tu
Aaja aajaa
Aaja main apni har adaa
Tujhpar lutaane aayi hoon
Subah ki angdaayi hoon

bharatlyrics.com

Der hai mere dil mein
Main ik naagan naach sapere
Der hai mere dil mein
Main ik naagan naach sapere
Naach sapere
Khud aa gayi hoon main paas tere
Khud aa gayi hoon main paas tere
Paas tere aa jaa aa jaa aa jaa
Mera naghma hai tu aur
Main teri shehnaayi hoon
Subah ki angdaayi hoon
Shaam ki tanhaayi hoon
Aajaa bahaaren loot len
Laaakhon bahaaren laayi hoon main
Subah ki angdaayi hoon.

Subah Ki Angdaayi Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download