Sun Mere Shyam Mere Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Sun Mere Shyam Mere lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Kamal Ke Phool (1950). Sun Mere Shyam Mere Other soundtrack was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Sun mere shyam
Sun mere shyam, sun mere shyam
Shyam shyam mere gam ki kahani
Sun mere shyam, sun mere shyam
Shyam shyam mere gam ki kahani
Sun mere shyam

Koyi nahi mera sari duniya parayi hai
Koyi nahi mera sari duniya parayi hai
Sabake sahare sun teri duhayi hai
Sabake sahare sun teri duhayi hai
Dekho mere shyam
Dekho mere shyam
Dekho mere shyam shyam
Shyam meri aankh me hai pani

bharatlyrics.com

Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam
Shyam mere gam kee kahani
Sun mere shyam

Duniya banane wale chand sitaro wale
Duniya banane wale chand sitaro wale
Kaho kab honge mere dil mein ujale
Kaho kab honge mere dil mein ujale
Manega kaun shyam
Manega kaun shyam
Manega kaun shyam shyam
Shyam mere tune jo naa mani

Sun mere shyam, sun mere shyam
Shyam shyam mere gam ki kahani
Sun mere shyam, sun mere shyam
Shyam shyam mere gam ki kahani
Sun mere shyam.

Sun Mere Shyam Mere Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download