Sun Zara Lyrics - Arnab Dutta

Sun Zara lyrics, the song is sung by Arnab Dutta from Maaya (Web Series) (2017). The music of Sun Zara Sad track is composed by Harish Sagane while the lyrics are penned by Vijay Vijawatt.

Sun zara jee rha hu bass yunhi
Aadatan…
Pyaas meri hoti nahin
Kyun khatam

Bass yunhi musasar chalta rha
Kyun nahin mukamal
Apny aap ko mein mil ska
Sun zra..

bharatlyrics.com

Aye zidagi…
Aye zidagi…
Aaghosh mein leley mujhy…
Agar hai bharm, bharm hi sahi…
Ek baar toh, jeelu tujhy…

Aakh mein rehen jo
Chu saku na haath se
Kuch hai ya, woh kuch nhin
Kya pata, kya pata…

Jism ki rawaniya..
Kyun thami, thami lage..
Ghoot ghoot zindagie
Bass mili, har dafaaa

Bass yunhi musasar chalta rha
Kyun nahin mukamal
Apny aap ko mein mil ska
Sun zra..

Aye zidagi…
Aye zidagi…
Aaghosh mein leley mujhy…
Agar hai bharm, bharm hi sahi…
Ek baar toh, jeelu tujhy…

Dur tak hai bass zameeen
Raaste kahin nahin.
Tha jahaan rha wahin
Yun chala, bewajah…

Laut kr mein ghar kabhi
Aaa ska , na waqt pe
Khawahison ki bheed mein
Mein faasa har dafaaa

Bass yunhi musasar chalta rha
Kyun nahin mukamal
Apny aap ko mein mil ska
Sun zra..

Aye zidagi…
Aye zidagi…
Aaghosh mein leley mujhy…
Agar hai bharm, bharm hi sahi…
Ek baar toh, jeelu tujhy…

Sun Zara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download