Suna Ek Preetam Ki Do Pyaari Lyrics

Suna Ek Preetam Ki Do Pyaari lyrics, the song is sung by from Service Limited (1939). Suna Ek Preetam Ki Do Pyaari Playful soundtrack was composed by with lyrics written by Zia Sarhadi.

Suna ek preetam ki do pyaari
Ek preetam ki do pyaari
Ek preetam ki do pyaari
Main kaisa hoon sansaari re
Kaisa hoon sansaari re
Kaisa hoon sansaari
Ek pyaari ka naam hai nindiya
Ek pyaari ka naam hai nindiya

bharatlyrics.com

Aankhon ki wo raani hai
Aankhon ki wo raani hai
Aur dusri tu pyaari
Aur dusri tu pyaari
Man mandir ki raani hai
Man mandir ki raani hai
Dono par main balihaari
Dono par main balihaari
Dono par main balihaari
Dono par main balihaari
Main kaisa hoon sansaari re
Kaisa hoon sansaari

Dono sautan jang machaye
Dono sautan jang machaye
Jang mein rang manaye
Jang mein rang manaye
Dono sautan jang machaye
Dono sautan jang machaye
Jang mein rang manaye
Yeh kahen raat hamari
Yeh kahe raat hamari
Yeh kahen raat hamari
Yeh kahe raah hamari

Aadhi aadhi raat baant lo
Aadhi aadhi raat baant lo
Maano maano baat hamari re
Maano baat hamari
Maano baat hamari re
Maano baat hamari
Main kaisa hoon sansaari re
Kaisa hoon sansaari.

Suna Ek Preetam Ki Do Pyaari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download