Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics - Lata Mangeshkar

Suniye Zara Dekhiye Na lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Geeta Mera Naam (1974). Suniye Zara Dekhiye Na Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke saye me baithe hai
Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke saye me baithe hai
Rukiye zara puchiye na
Hum kaun hai kyu pyar ke saye me baithe hai

Kahne ki nahi baat magar kahana hai
Kahne ki nahi baat magar kahana hai
Dur aapse ab to nahi rahna hai
Ghar chhoda hai
Ghar chhoda hai yaar ke saye me baithe hai

bharatlyrics.com

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke saye me baithe hai

Dil kar baitha pyar ajab mushkil hai
Dil kar baitha pyar ajab mushkil hai
Haye dard mohabbat ka bada katil hai
Majabur hai
Majabur hai talawar ke saye me baithe hai

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke saye me baithe hai
Rukiye zara puchiye na
Hum kaun hai kyu pyar ke saye me baithe hai
Suniye.

Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *