Suno Buzurgon Ka Yeh Kehna Lyrics - Ram Kamlani

Suno Buzurgon Ka Yeh Kehna lyrics, the song is sung by Ram Kamlani from Meena Bazaar (1950). The music of Suno Buzurgon Ka Yeh Kehna Playful track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Na koi samjhe isse naseehat
Koi samjhegaa na
Ek ticket mein do hain
Tamaashe dekhe aaj zamana
Aaa aaa aaa

Suno buzurgon ka yeh kehna
Suno buzurgon ka yeh kehna
Beta beta single single rehna
Suno buzurgon ka yeh kehna
Suno buzurgon ka yeh kehna
Beta beta single single rehna
Suno buzurgon ka yeh kehna

Shaadi karke hua yeh haal
Laao jaakar chane ki daal
Tirchhi nazron waali mem
Maange resham ka roomaal
Laao kapda laao gehna
Laao kapda laao gehna
Nakhre dekh ke aaya yaad
Hamen buzurgo ka yeh kehna
Hamen buzurgo ka yeh kehna
Beta beta single single rehna
Suno buzurgo ka yeh kehna

bharatlyrics.com

Poochho kya hai mera naam
Memsaab ka ghulaam
Memsaab ka ghulaam
Poochho kya hai mera kaam
Unke naukar ko salaam
Unke naukar ko salaam
Poochho mera programme
Gaali khaanaa subah shaam
Gaali khaanaa subah shaam
Bhakt gope ka yahi hai kehna
Aaa aaa
Bhakt gope ka yahi hai kehna
Bhakt gope ka yahi hai kehna
Beta beta single single rehna
Suno buzurgon ka yeh kehna
Suno buzurgon ka yeh kehna
Beta beta single single rehna
Suno buzurgon ka yeh kehna.

Suno Buzurgon Ka Yeh Kehna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download