Suno Ganpati Bappa Morya Lyrics - Amit Mishra

Suno Ganpati Bappa Morya lyrics, the song is sung by Amit Mishra from Judwaa 2 (2017). Suno Ganpati Bappa Morya Festivals soundtrack was composed by Sajid Ali, Wajid Ali with lyrics written by Danish Sabri.

Hum bhakt tumhaare jaayein kahaan
Sankat mein hai dil meri sun le sada
Hum bhakt tumhaare jaayein kahaan
Sankat mein hai dil meri sun le sada
Kuch samajh nahi aata mujhko
Ye mere sang kya ho riya
Kuch karo, kuch karo, kuch karo
Haan ji kuch karo…

Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan

Difficult samasya ka kuch samadhan do
Chinta ka vishay hai bappa
Thoda sa to gyaan do

Difficult samasya ka kuch samadhan do
Chinta ka vishay hai bappa
Thoda sa to gyaan do

Koi meethi meethi baatein
Mere kaanon mein gholein
Knock kare mere dil ka darwaaza khole
Kudiyan bigaadne mein lagi hain mujhko
Main bhi bigadne laga haule haule

Kuch samajh nahi aata mujhko
Main hans riya ya ro riya
Kuch karo, kuch karo, kuch karo,
Haan ji kuch karo…

Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan

bharatlyrics.com

C’mon c’mon…
Hey ho hey ho…

Tere siva koi nahin mera iss jahaan mein
Tere charno mein rehke hua re jawaan main
Tere siva koi nahin mera iss jahaan mein
Tere charno mein rehke hua re jawaan main

Dil nahi mera yeh to tera hi ghar hai
Tu jo saath hai to kis baat ka darr hai
Thoda innocent thoda shararati
Jaisa bhi hoon tujhko meri khabar hai

Kabhi maine ratte hain tere bhajan
Kabhi tune sunaayi loriyaan
Kuch karo, kuch karo, kuch karo
Haan ji kuch karo

Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan
Suno ganpati bappa morya
Pareshan karein mujhe chhoriyan

Ganpati bappa…morya!
Mangal murti…morya!..

Suno Ganpati Bappa Morya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download