Suno Meri Sarkar Lyrics - Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali

Suno Meri Sarkar lyrics, the song is sung by Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali from Mirza Sahiban (1947). The music of Suno Meri Sarkar Happy track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish, Pandit Amarnath while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.

Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai

Jawani kehti hai
Ke dil se dil milke jaaye
Jawani kahti hai
Ke dil se dil milke jaaye
Har kali se kali mil
Phir milke ban jaaye har
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai

Jawani kehti hai
Koi aa jaaye bina bulaye
Jawani kehti hai
Koi aa jaaye bina bulaye
Aur sanso mein bas jaaye
Aur sanso mein bas jaaye
Phir kare baith ke pyar
Meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai

bharatlyrics.com

Ha ha ha
Koi hasta hasta aaye
Ha ha ha
Koi hasta hasta aaye
Aur mitha rog lagaye
Aur mitha rog lagaye
Phir chhede dil ke tar
Meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Suno meri sarkar jawani
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai
Jawani kya kehti hai.

Suno Meri Sarkar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download