Suraj Ki Aag Mein Lyrics - Roop Kumar Rathod, Sujatha Mohan

Suraj Ki Aag Mein lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod, Sujatha Mohan from Bhagmati (2005). Suraj Ki Aag Mein Romantic soundtrack was composed by Vishal Bhardwaj with lyrics written by Jaideep Sahni.

Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein
Ghar basayenge hum
Baadal ki naap taaro ke gaav
Behte behte jaana hai
Din ho ya raat bas tere saath
Udte udte jaana hai
Chhodo zamine chhodo aasma
Chhodo zamine chhodo aasma
Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein ghar
Basayenge hum

Tute taaro ke ghar jaaye
Thodi si ummide laaye
Pariyo ke sang chupke chupke
Aasmaan ke rang churaye
Chhand se uska dag mang le
Jannat se ek baag mang le aur chale
Chhodo jamine chhodo aasma
Chhodo jamine chhodo aasma

bharatlyrics.com

Aur kahi bhi dharti hogi
Pyar kisi se karti hogi
Uska bhi ek suraj hoga
Chaand wo dekhe marti hogi
Behte behte jaaye waha chal
Aaj jahanum ho koi kal aao chale
Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein
Ghar basayenge hum
Baadal ki naap taaro ke gaav
Behte behte jaana hai
Din ho ya raat bas tere saath
Udte udte jaana hai
Chhodo jamine chhodo aasma
Chhodo jamine chhodo aasma.

Suraj Ki Aag Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download