Taa Deem Tana Deem Lyrics - Asha Bhosle

Taa Deem Tana Deem lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Poonam Ki Raat (1965). The music of Taa Deem Tana Deem Masti track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam

Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem

Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani

Teri ek najar mein tha kya asar
Tujhe kya pata tujhe kya khabar
Teri ek najar mein tha kya asar
Tujhe kya pata tujhe kya khabar
Jane kab se mere pyare sitamgar
Jane kab se mere pyare sitamgar
Sah raha hai dil tere sitam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem

Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani

Tu ye janke bhi anjan hai
Ke ye kis tarah ka tufan hai
Tu ye janke bhi anjan hai
Ke ye kis tarah ka tufan hai
Jane dunia sari jane ye mahfil
Jane dunia sari jane ye mahfil
Kispe kab se lut baithe
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem

bharatlyrics.com

Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani.

Taa Deem Tana Deem Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download