Taare Falak Se Toot Ke Lyrics - Pamela Singh

Taare Falak Se Toot Ke lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Alfaaz (2008). Taare Falak Se Toot Ke Ghazal soundtrack was composed by Pamela Singh with lyrics written by .

Taare falak se toot ke aaye mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye
Kisne duaan ke hath uthae mere liye
Kisne duaan ke hath uthae mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye

bharatlyrics.com

Ab jab ki mujhko dhoop ka kharo ka ghum nahi
Ab jab ki mujhko dhoop ka kharo ka ghum nahi
Sehra mein kyun gulaab khilaye mere liye
Sehra mein kyun gulaab khilaye mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye

Phir se dile tabaah ko aati hain uski yaad
Phir se dile tabaah ko aati hain uski yaad
Phir uski jaake koi manaye mere liye
Phir uski jaake koi manaye mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye

Meri nazar se beh gayi uski kahaniya
Meri nazar se beh gayi uski kahaniya
Keh do woh ab na ashq bahae mere liye
Keh do woh ab na ashq bahae mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye
Kisne duaan ke hath uthae mere liye
Taare falak se toot ke aaye mere liye.

Taare Falak Se Toot Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Taare Falak Se Toot Ke is from the Alfaaz (2008).

The song Taare Falak Se Toot Ke was sung by Pamela Singh.

The music for Taare Falak Se Toot Ke was composed by Pamela Singh.

The music director for Taare Falak Se Toot Ke is Pamela Singh.

The song Taare Falak Se Toot Ke was released under the Universal Music.

The genre of the song Taare Falak Se Toot Ke is Ghazal.