Taaro Ki Roshni Lyrics - Apresh Lahiri, Sandhya Mukhopadhyay

Taaro Ki Roshni lyrics, the song is sung by Apresh Lahiri, Sandhya Mukhopadhyay from Pehla Aadmi (1950). Taaro Ki Roshni Happy soundtrack was composed by Rai Chand Boral with lyrics written by Prakash.

Taaro ki roshni mein
Duniya nayi nasaye
Taaro ki roshni mein
Duniya nayi nasaye
Rangin bahare hai
Aisi hari fijaye
Rangin bahare hai
Aisi hari fijaye
Yeh kaun sunata hai
Yeh kaun sunata hai
Mujhe prem ka gana
Madhosh banata hai mujhe
Iska fasana
Afsana nahi nahi hai yeh
Meri zindagi ka taar
Afsana nahi nahi hai yeh
Meri zindagi ka taar
Duniya se door humko
Basana hai yeh sansar
Rote hai suhane sile
Phoolo ki chandani
Phoolo ki chandani
Rote hai suhane sile
Phoolo ki chandani
Phoolo ki chandani

bharatlyrics.com

Lagti ho mast jhumke
Lehro ki ragini
Lehro ki ragini
Prem ki duniya mein
Is prem ki duniya mein
Is prem ki duniya mein
Ki jo preet jalak jo
Khamosh nigaho mein
Mohabbat ki chamak ho
Bedard zamane ki
Wo baate na satayi
Bedard zamane ki
Wo baate na satayi
Taaro ke chochle mein
Hum ek duniya basaye
Taaro ke chochle mein
Hum ek duniya basaye
Taro ki roshni mein
Duniya nai basaye
Taro ki roshni mein.

Taaro Ki Roshni Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download