Tadap Badh Rahi Hai Lyrics - Harmaan Nazim K. Ali

Tadap Badh Rahi Hai lyrics, the song is sung by Harmaan Nazim K. Ali from Tadap (2019). The music of Tadap Badh Rahi Hai Love track is composed by Vinay Mojes while the lyrics are penned by Mahi Rathaur.

Kaisa safar hai
Aage rasta nahi
Saath chal rahe magar
Koi vasta nahi

Hoo kaisa safar hai
Aage rasta nahi
Saath chal rahe magar
Koi vasta nahi
Ye kaisi khumari hai
Jo sar chadh gayi hai
Khatam ho rahi hai
Tadap badh gayi hai
Tadap badh gayi hai

Tadapti hai saansein
Meri betahasa
Khatam karde doori
Aa kareeb aaja

Ho tadapti hai saansein
Meri betahasa
Khatam karde doori
Aa kareeb aaja
Main bikhar na jaaun
Le tu aagosh mein
Reh loon mein tujhme
Tu saath de zara saa
Madhoshkari hai jo
Badh hi rahi hai
Khatam ho rahi hai
Aa tadap badh gayi hai
Tadap badh gayi hai

Tum jo na aatey to
Mohabbat na hoti
Hamari nigahon se
Shararat na hoti

bharatlyrics.com

Ho tum jo na aatey to
Mohabbat na hoti
Hamari nigahon se
Shararat na hoti
Socho kaise jeete hum
Mar hi jaate
Agar humein teri ziyarat na hoti
Ye jo bekarari hai sar chadh gayi hai
Khatam ho rahi hai aa
Tadap badh gayi hai
Tadap badh gayi hai.

Tadap Badh Rahi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download