Tak Dhin Tak Lyrics - Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Tak Dhin Tak lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Khalifa (1976). Tak Dhin Tak Playful soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Aaj hadtal hai yaro
Ye uski tal hai yaro
Jise kuch kam nahi hai
Jiska koi naam nahi hai
Jo dange karwata hai
Jo bande marwata hai
Use pakdo aur pito
Pito galiyo me ghasito

Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Mai subhu hu ye hai chintak
Hum sabke hai subhchintak
Subhchintak chitka chintak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak

bharatlyrics.com

Achhi surat wala to abhineta
Ban sakta hai
Jise kuch bhi nahi aata hai
Wo abhineta ban sakta hai
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Mai subhu hu ye hai chintak
Hum sabke hai subhchintak
Subhchintak chitka chintak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak

Is desh ke wo dushman hai
Hadtale jo karwaye har mal
Chhupake ghar me jo har
Mal ka bhav badaye
Hum hia wo akal ke purje
Har jagha jo fit ho jaye
Jo gane hum gate hai ji
Wo gane hit ho jaye
Oye hit hai
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak
Mai subhu hu ye hai chintak
Hum sabke hai subhchintak
Subhchintak chitka chintak
Tak dhin tak dhin tak
Tak dhin tak dhin tak.

Tak Dhin Tak Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download