Tanha Tanha Yaad Lyrics - Mahesh Chander

Tanha Tanha Yaad lyrics, the song is sung by Mahesh Chander from Kiska Khayal Kyon (2001). Tanha Tanha Yaad Ghazal soundtrack was composed by Mahesh Chander with lyrics written by Mahesh Chander.

Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya
Khamoshika zaher bhi humne
Khamoshika zaher bhi humne
Peekar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya

bharatlyrics.com

Kar jaate hai zakhm
Hara ye phool baharon ke
Kar jaate hai zakhm
Hara ye phool baharon ke
Phoolo se bhi dard ka
Daaman sikar dekh liya
Khamoshika zaher bhi humne
Khamoshika zaher bhi humne
Peekar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya

Jab jab nikla chaand gagan
Mein aur bhi tadpe hum
Aur bhi tadpe hum
Jab jab nikla chaand gagan
Mein aur bhi tadpe hum
Aur bhi tadpe hum
Birhaa ki raato mein hum
Ne jeekar dekh liya
Khamoshika zaher bhi humne
Khamoshika zaher bhi humne
Peekar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya

Umeedo ki sailabe dil
Ab tak bhatke hai
Umeedo ki sailabe dil
Ab tak bhatke hai
Manzil ki khahish mein
Milo chal kar dekh liya
Khamoshika zaher bhi humne
Khamoshika zaher bhi humne
Peekar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya
Khamoshika zaher bhi humne
Khamoshika zaher bhi humne
Peekar dekh liya
Tanha tanha yaad mein
Teri jee kar dekh liya.

Tanha Tanha Yaad Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download