Taqdeer Jaga Ke Aayee Lyrics - Lata Mangeshkar

Taqdeer Jaga Ke Aayee lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dulari (1949). The music of Taqdeer Jaga Ke Aayee Happy track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

O takadir jaga kar aayi hoon
O takadir jaga kar aayi hoon
Jaga kar aayi hoon
Mai ek nayi duniya basa kar layi hoon
Duniya basa kar layi hoon
O takadir jaga kar aayi hoon
Takadir jaga kar aayi hoon
Jaga kar aayi hoon
Main ek nayi duniya basa kar layi hoon
Duniya basa kar layi hoon

Kise dil kaa sunau fasana ho
Aankh milate hi
Badla zamana zamana ho
Kise dil kaa sunau fasana
Aankh milate hi badla zamana
Mere hontho peh geet kisi ke
Mere geeto mein bol kushi ke
Rasile kuchh nagme chura kar lai hoon
Nagme chura kar lai hu ho

Huwa chupake hi chupake ishara ho
Mere dil ko mila ik sahara sahara ho
Huwa chupake hi chupake ishara
Mere dil ko mila ik sahara
Aayi mastani rut albeli
Dil becha mohabbat le li
Kisi ko iss dil mein chhupakar lai hoon
Dil mein chhupakar lai hu ho

bharatlyrics.com

Takadir jaga kar aayi hoon
Takadir jaga kar aayi hoon
Jaga kar aayi hoon
Main ek nai duniya basa kar lai hoon
Duniya basa kar lai hu ho.

Taqdeer Jaga Ke Aayee Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Taqdeer Jaga Ke Aayee is from the Dulari (1949).

The song Taqdeer Jaga Ke Aayee was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Taqdeer Jaga Ke Aayee was composed by Naushad Ali.

The lyrics for Taqdeer Jaga Ke Aayee were written by Shakeel Badayuni.

The music director for Taqdeer Jaga Ke Aayee is Naushad Ali.

The song Taqdeer Jaga Ke Aayee was released under the Saregama.

The genre of the song Taqdeer Jaga Ke Aayee is Happy.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *