Taron Ka Yeh Khazana Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Taron Ka Yeh Khazana lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Nisbat (1949). Taron Ka Yeh Khazana Playful soundtrack was composed by Govind Ram with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Taron ka yeh khazana
Taron ka yeh khazana
Yeh chandani suhani

Kitna hasi fasana kitni hasi kahani
Kitna hasi fasana kitni hasi kahani
Soya hua zamana jagi hui jawani

Aye chand munh chhupa le
Aye chand munh chhupa le
Hain chand mere ghar mein
Hain chand mere ghar mein
Kyu tujhko raat layi hain
Wo hai meri nazar mein
Kyu tujhko raat layi hain
Wo hai meri nazar mein
Ya chand hai deewana
Ya raat hai deewani
Soya hua zamana jagi hui jawani

In mast badlo ki in mast badlo ki
Maujo mein bah rahi hoon
In mast badlo ki
Maujo mein bah rahi hoon
Samjho agar to main ek
Afsana kah rahi hoon
Samjho agar to mai ek
Afsana kah rahi hoon
Kahne ka jab maza hain
Kahne ka jab maza hain
Sunte ho wo kahani
Soya hua zamana jagi hui jawani

bharatlyrics.com

Taron ka yeh khazana
Taron ka yeh khazana
Yeh chandani suhani
Soya hua zamana jagi hui jawani.

Taron Ka Yeh Khazana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download