Tasveer Hai Yeh Pyar Ki Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Tasveer Hai Yeh Pyar Ki lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Farishta Ya Qatil (1977). The music of Tasveer Hai Yeh Pyar Ki Patriotic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Anjaan.

Satya ahinsa aur shanti se
Pyar ki ek tasveer bani
Issi tirenge ke niche
Bharat ki taqdeer bani
Tasveer hai ye pyar ki
Tasveer na becho
Tasveer hai ye pyar ki
Tasveer na becho
Ae dosto is desh ki
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho
Tasveer hai ye pyar ki
Tasveer na becho
Ae dosto is desh
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho

bharatlyrics.com

Inshaniyat kr naam
Ki dete hai duhayi
Auro pe julm dhate
Tujhe sharm na aayi
Jo sabka bala chahe yaha
Pyar vahi hai
Auro ka hak jo cheen le
Gaddar vahi hai
Hawaniyat ke naam
Ki jai bolne walo
Ganga ki har lahar me
Jahar gholne walo
Ganga ki har lahar me
Jahar gholne walo
Nafrat ki hath jahar
Buja teer na becho
Ae dosto ae dosto is desh ki
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho

Bas ek hi dharti hai
Jaha pyar hai jinda
Is pyar ko bhi maar
Na de koi darinda
Hai koon bahana
To pasine me bahao
Ugati hai jaha dhup
Waha pyar ugao
Hai jinke lahu se
Abhi tak lal ye jamin
Un veer sahido ka
Khwab ye to tha nahi
Un veer sahido ka
Khwab ye to tha nahi
Unke hasi khwab
Ki tabeer na becho
A dosto a dosto is desh ki
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho
Tasveer hai ye pyar ki
Tasveer na becho
Tasveer hai ye pyar ki
Tasveer na becho
Ae dosto is desh ki
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho
Tasveer na becho
Taqdeer na becho
Taqdeer na becho.

Tasveer Hai Yeh Pyar Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download