Tera Pyar Mujhko Bula Raha Lyrics - Suman Kalyanpur

Tera Pyar Mujhko Bula Raha lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Been Ka Jadoo (1963). Tera Pyar Mujhko Bula Raha Sad soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Bhagwat Dutt Mishra.

Tera pyar mujhko bhula raha
Kaise aau haye mai kya karu
Mera tan yaha mera man vaha
Na karar aaye mai kya karu
Tera pyar mujhko bhula raha

bharatlyrics.com

Is chaman ki bhid ghtao me
Yaha koi na mera meet hai
Meri har tadap hai tere lia
Meri jindagi teri bhikh hai
Meri jindagi teri bhikh hai
Khadi roau teri pukar sun
Khadi roau teri pukar sun
Meri jan jaye mai kya karu
Tera pyar mujhko bhula raha

Ye agan hai kaisi sulag rahi
Na bhuj rahi na mai jal rahi
Yuhi adh jali si tadap rahi
Ek aah dil se nikal rahi hai
Ek aah dil se nikal rahi hai
Ye hi aag hai jo na bhuj saki
Ye hi aag hai jo na bhuj saki
Mujhe jalaye mai kya karu
Tera pyar mujhko bhula raha
Kaise aau haye mai kya karu
Mera tan yaha mera man vaha
Na karar aaye mai kya karu
Tera pyar mujhko bhula raha
Kaise aau haye mai kya karu
Mai kya karu mai kya karu.

Tera Pyar Mujhko Bula Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download