Tere Bin Koi Bhi Pal Lyrics - Atul Kale

Tere Bin Koi Bhi Pal lyrics, the song is sung by Atul Kale from Pyaar Kiya Nahin Jaata.. (2003). Tere Bin Koi Bhi Pal Romantic soundtrack was composed by Milind Sagar with lyrics written by Shyam Anuragi.

Mm hm hm mm hm hm
Hm hm hm la la la la la la
Tere bin koi bhi pal mujhe
Bhaata nahin sanam
Tere bin koi bhi pal mujhe
Bhaata nahin sanam
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal mujhe
Bhaata nahin sanam
Tere bin koi bhi pal mujhe
Bhaata nahin sanam

bharatlyrics.com

Kis baat se darrta hoon
Mai mujhko nahin khabar
Kis baat se darrta hoon
Mai mujhko nahin khabar
Bas dolta hai dil mera to
Idhar kabhi udhar
Kis baat se darrta hoon
Main mujhko nahin khabar
Bas dolta hai dil mera to
Idhar kabhi udhar
Dil mein jaga bana gaya
Ek meetha meetha gham
Tere bin koi bhi pal mujhe
Bhaata nahin sanam

Apna tumhe na keh
Saka kya hai mera naseeb
Maine faasle badha liye
Rehkar tere kareeb
Apna tumhe na keh saka
Kya hai mera naseeb
Maine faasle badha liye
Rehkar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar
Tu itna sa kar karam
Mujhe maaf karna yaar
Tu itna sa kar karam
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal
Mujhe bhaata nahin sanam
Tere bin koi bhi pal
Mujhe bhaata nahin sanam.

Tere Bin Koi Bhi Pal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download