Tere Bina Ek Pal Lyrics - Aneek Dhar

Tere Bina Ek Pal lyrics, the song is sung by Aneek Dhar from Khwaishein (2008). The music of Tere Bina Ek Pal Sad track is composed by Jatin Sharma, Lalit Sen while the lyrics are penned by Shabbir Ahmed.

Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Ho o o o tere bina ek pal
Main jiya abb agar
Ho o o o tere bina ek pal
Main jiya abb agar
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Tere bina ek pal
Main jiya abb agar
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Dhundegi tu mujhe
Baadalon mein sada
Dhundegi tu mujhe
Baadalon mein sada
Aasmaano ka main ho jaayunga
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal

bharatlyrics.com

Besabab tu gaya ghum sada main huwa
Tere bin abb yahaan bewajah main jiya
Besabab tu gaya ghum sada main huwa
Tere bin abb yahaan bewajah main jiya
Lautkar tu nahi aayi toh main yahaan
Lautkar tu nahi aayi toh main yahaan
Raat ki raahon mein kho jaayunga
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan

Kyun meri har duwa ban gayi badduwa
Aisa maine kya kiya ho gayi tu khafa
Kyun meri har duwa ban gayi badduwa
Aisa maine kya kiya ho gayi tu khafa
Sehami sehami hai ghata
Thehari thehari hai hawa
Sehami sehami hai ghata
Thehari thehari hai hawa
Begaana main khud se ho jaayunga

Tere bina ek pal
Main jiya abb agar
Tere bina ek pal
Main jiya abb agar
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Dhundegi tu mujhe
Baadalon mein sada
Dhundegi tu mujhe
Baadalon mein sada
Aasmaano ka main ho jaayunga
Tere bina ek pal

Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan
Tere bina ek pal
Tere bina ek pal
Suna yeh jahaan.

Tere Bina Ek Pal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download