Tere Chehere Mein Hai Lyrics - Mohammed Rafi

Tere Chehere Mein Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Chhote Sarkar (1974). The music of Tere Chehere Mein Hai Happy track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Tere chehere mein hai jo


Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga ho
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga haye
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi

Apne uljhe huye balo
Ko sawar jaane de
Phul si apni yeh ruksar
Nikhar jane de
Apne uljhe huye balo
Ko sawar jaane de
Phul si apni yeh ruksar
Nikhar jane de
Sadgi hoti hai ruksat
To use hone de
Jism par rang jo bikhre
To bikhar jaane de
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi

Ab teri chal ko toofan
Uthane honge
Jitne soye hue fitni hai
Jagane honge
Ab teri chal ko toofan
Uthane honge
Jitne soye hue fitni hai
Jagane honge
Apni aankho ko isharo
Ki ijazat dekar
Un isharo se kai rang
Zamane honge
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi

bharatlyrics.com

Yeh banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi phir
Bhi sajawat mange
Yeh banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi phir
Bhi sajawat mange
Dil magar mera tere pyar
Ka deewana hai
Tere kadmo ki fakat halki
Si aahat mange
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga, ho
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi.

Tere Chehere Mein Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download