Tere Mere Sapne Sare Lyrics - Amit Kumar, Asha Bhosle

Tere Mere Sapne Sare lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle from Apna Jahan (1985). Tere Mere Sapne Sare Happy soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Amit Khanna.

Teri yaad mein neend na aayi
Are jaag ke raat beetai
Teri yaad mein neend na aayi
Are jaag ke raat beetai
Aisa to kabhi hua na
Ye baat samajh na aayi
O hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota

Tune yu aankh milai
Mai sapne me gharai
Aise to kabhi hua na
Ye baat samajh me aayi
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota

Lakho mein ek tu hai
Jo dil mein bas gayi hai
Kismat mein jo likhi hai
Lagta hai tu vahi hai
Tune kya baat banai
Mai man hi man sarmai
Aisa to kabhi hau na
Mai man hi man muskai
Hota hai hota hai
Pyar mein aisa hota
Hota hai hota hai
Pyar mein aisa hota

bharatlyrics.com

Vada ye tujhe karna hai, kya
Mera hi ho ke rehna tu
Manungi tera kehna mai
Manega mera kehna tu
Dil se aawaj ye aayi
Ab ek pal nahi judai
Aise to kabhi hua na
Ye baat samajh mein na aa aayi
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Teri yaad mein neend na aayi

Are jaag ke raat beetai
Aisa to kabhi hua na
Ye baat samajh na aayi
O hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Hota hai hota hai
Pyar me aisa hota
Are to hone do na kya farak padta hai.

Tere Mere Sapne Sare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download