TERE PAAS MAIN LYRICS IN HINDI: Tere Paas Main (तेरे पास मैं) is a Hindi song from the Bollywood film Main Vaapas Aaunga, starring Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina and Sharvari, directed by Imtiaz Ali. "TERE PAAS MAIN" song was composed by A. R. Rahman and sung by Deepali Sahay, with lyrics written by Irshad Kamil.
तेरे पास मैं Tere Paas Main Lyrics in Hindi
जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं
जैसे कागज पर कोई नज़म लिखी है
भोली सी कोई कसम
जैसे पानी पास प्यासे
तेरे पास मैं
जैसे दिल के हैं दिलासे
तेरे पास मैं
झूठ हैं ये दूरियां
झूठ फासला है
तुझे रोज़ मिल रहा हूँ मैं
बात हो ख्याल में
जैसे हौंथों में हो लाली
तेरे पास मैं
जैसे कानों में हो बाली
तेरे पास मैं
भारतलिरिक्स.कॉम
जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं
Tere Paas Main Lyrics
Jaise tu hai paas mere
Tere paas main
Jaise shaamon ke sawere
Tere paas main
Jaise kaagaz pe koi nazam likhi hai
Bholi si koi kasam
bharatlyrics.com
Jaise paani paas pyaase
Tere paas main
Jaise dil ke hain dilaase
Tere paas main
Jhooth hain ye dooriyan
Jhooth faasla hai
Tujhe roz mil raha hun main
Baat ho khayal mein
Jaise honthon mein ho laali
Tere paas main
Jaise kaanon mein ho baali
Tere paas main
Jaise tu hai paas mere
Tere paas main
Jaise shaamon ke sawere
Tere paas main
