Tere Rang Hain Nyare Baba Lyrics - Suresh Wadkar

Tere Rang Hain Nyare Baba lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Sai Bhajan (2016). The music of Tere Rang Hain Nyare Baba track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by Anup Jalota.

Kabhi hasaye kabhi rulaye
Kabhi hasaye kabhi rulaye
Tere rang hain nyare baba
Tere rang hain nyare baba
Dhoop chhaon ke khel rachaye
Dhoop chhaon ke khel rachaye
Jeevan bhar tu sare baba
Tere rang hain nyare baba

Rang be rangi sunder duniya
Kasi tune banayi
Rang be rangi sunder duniya
Kasi tune banayi
Sooraj chanda pavan aur paani
In sab se hai sajayi
Sooraj chanda pavan aur paani
In sab se hai sajayi
O mahaan kala ke swaami
O mahaan kala ke swaami
Tujhe dhundhte saare baba
Tere rang hain nyare baba

Haar jeet ka jag mein mela
Laga diya hai tune
Haar jeet ka jag mein mela
Laga diya hai tune
Bhulbhulaiya ye zindagi
Uljhaya hai tune
Bhulbhulaiya ye zindagi
Uljhaya hai tune
Dukh aur sukh ke jhonko mein hum
Tujhe yaad kare hum saare baba
Dukh aur sukh ke jhonko mein hum
Tujhe yaad kare hum saare baba
Tere rang hain nyare baba

bharatlyrics.com

Kaun dost hai kaun hai dushman
Mann bhaavon ke rang
Kaun dost hai kaun hai dushman
Mann bhaavon ke rang
Kaun kisi ka swarth mein lipate
Sab ek dujhe sang
Kaun kisi ka swarth mein lipate
Sab ek dujhe sang
Ant samay mein apna tann bhi
Saath rahe na hamare baba
Ant samay mein apna tann bhi
Saath rahe na hamare baba
Tere rang hain nyare baba
Kabhi hasaye kabhi rulaye
Kabhi hasaye kabhi rulaye
Tere rang hain nyare baba
Tere rang hain nyare
Tere rang hain nyare baba..
Tere rang hain nyare..

Tere Rang Hain Nyare Baba Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download