Teri Bahon Mein Jeena Hain Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Teri Bahon Mein Jeena Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Saugandh (1991). Teri Bahon Mein Jeena Hain Romantic soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

Gore badan pe lipta aachal
Aankho mein sharmaye kajal
Gore badan pe lipta aachal
Aankho mein sharmaye kajal
Hotho ko sabnam chume
Galo pe pasina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

bharatlyrics.com

Dilbar mere tere jaisa
Dekha na deewana aisa
Dilbar mere tere jaisa
Dekha na deewana aisa
Chehra hai bhola bhala
Tu dil ka nagina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

Dil kahta hain o diljani
Tujhpe luta doon ye zindgani
Dil kahta hain o diljani
Tujhpe luta doon ye zindgani
Naam tere likh di hain jawani
Naam tere likh di hain jawani
Tere liye doon har kurbani
Bin tere sathi mere zindagi
Zindagi na hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain.

Teri Bahon Mein Jeena Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download