Teri Bewafai Ka Shikwa Karu Toh Lyrics - Mohammed Aziz

Teri Bewafai Ka Shikwa Karu Toh lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Ram-Avtar (1988). The music of Teri Bewafai Ka Shikwa Karu Toh Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Tera nam jan-e-wafa hai
Magar tu badi bewafa hai
Meri jan tujhpar fida hai
Magar tu badi bewafa hai
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Bhari bazm mein tujhko rusava karu toh
Bhari bazm mein tujhko rusava karu toh
Yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi

bharatlyrics.com

Naa mehfil mein hongi
Naa mele mein hongi
Naa mehfil mein hongi
Naa mele mein hongi
Yeh aapas ki bate akele mein hongi
Main logo se teri
Main logo se teri shikayat karu toh
Yeh meri shikayat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi

Suna hai tera aur bhi ik balam hai
Suna hai tera aur bhi ik balam hai
Magar ghum naa kar tujhko
Meri kasam hai tujhe besharam
Tujhe besharam bemurawat kahu toh
Yeh meri murawat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Bhari bazm mein tujhko ruswa karu to
Yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh.

Teri Bewafai Ka Shikwa Karu Toh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download