Teri Chamakti Aankho Ke Lyrics - Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Teri Chamakti Aankho Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood from Chhote Babu (1957). Teri Chamakti Aankho Ke Romantic soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Tu jo badha de hath zara
Dunia ke sahare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi

bharatlyrics.com

Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Baat jo dekhi hai tujh me
Nazaro me vo baat kaha
Samne mere tu ho agar
Duniya ke nazare kuchh bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi

Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Kyu ho mujhe manzil ka gam
Patvar hai jab teri bahe
Manjhi hai gar tu naiya ka
Tufan ke dhare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi

Bandh liya bandhan me tumhe

Bas me kar liya baharo ko
Hai ye vo bandhan jo kar de
Azad gamo ke maro ko
Pyar ki tere chav mile to
Gam ke sharare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi.

Teri Chamakti Aankho Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Teri Chamakti Aankho Ke is from the Chhote Babu (1957).

The song Teri Chamakti Aankho Ke was sung by Lata Mangeshkar and Talat Mahmood.

The music for Teri Chamakti Aankho Ke was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Teri Chamakti Aankho Ke were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Teri Chamakti Aankho Ke is Madan Mohan Kohli.

The song Teri Chamakti Aankho Ke was released under the Saregama.

The genre of the song Teri Chamakti Aankho Ke is Romantic.