Teri Nazar Ne Kiya Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Teri Nazar Ne Kiya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Jaal Saz (1969). Teri Nazar Ne Kiya Playful soundtrack was composed by G.S. Kohli with lyrics written by Farooq Qaiser.

Mili nigah tujhse kaise
Mili kya kahiye haye
Ye aaj dekh liya
Hamne qayamat kya hai
Haye teri nazar
Ne kiya kya ishara
Haye dil hamara
Raha na hamara
Are ye kya are
Kya gazab ho gaya
Haye teri nazar ne
Kiya kya ishara
Haye dil hamara
Raha na hamara
Are ye kya are
Kya gazab ho gaya
Teri nazar ne
Kiya kya ishara

bharatlyrics.com

Ye sahmi sahmi nigahe
Ye sahmi sahmi nigahe
Ye bahki bahki kuwari ada
Mathe pe chalka pasina
Kya pyar ki barsi pahli ghata
Mathe pe chalka pasina
Kya pyar ki barsi pahli ghata
Tune kaisi aankh milai
Kaise dil me aag lagai oye
Main to mar gayi ram duhai
Mathe se ye pauch le re pasina
Is pyar me hoga mar
Marke jina are ye kya
Are kya gazab ho gaya
Are teri nazar ne kiya kya ishara

Dil ko to kitna sambhala
Dil ko to kitna sambhala
Lekin chale jor dil pe kaha
Ye umar haye ye jawani
Gumrah kisko na karde yaha
Ye umar haye ye jawani
Gumrah kisko na karde
Yaha tera rup jiya tarsaye
Tera pyar bada tadpaye
Haye chain kahi na aaye
Diwane kya tere dil me samayi
Tune ye kya meri halat banai
Are tauba are tauba gazab ho gaya
Teri nazar ne kiya kya ishara
Haye dil hamara raha na hamara
Are ye kya are kya gazab ho gaya
Teri nazar ne kiya kya ishara.

Teri Nazar Ne Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download