Teri Yaad Lyrics - Swathi Hariprasad, Rohith Dethan

Teri Yaad lyrics, the song is sung by Swathi Hariprasad, Rohith Dethan from I Miss U (2013). The music of Teri Yaad Love track is composed by while the lyrics are penned by .

bharatlyrics.com

Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Tera ye milna tera ye khona
Paake bhi tujhko main roya hoon jaana
Kyun hai khamoshi kaisi ye doori
Waapas tu aa jaa zara muskura jaa

Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Tera ye milna tera ye khona
Paake bhi tujhko main roya hoon jaana
Kyun hai khamoshi kaisi ye doori
Waapas tu aa jaa zara muskura jaa

Aisa kyun lag raha hai
Tum kahin gaayab huyi
Dhudhein kyun tujhi ko harpal
Kho gaya main bhi kahin
Main ab to tujhse judaah ho gaya
Sapna mera sapna hi reh gaya
Dil to mera dard se bhara
Is dard ab khaffa hoon main

Meri yaadon mein meri aankhon mein
Meri saans mein bas tum hai
Meri yaadon mein meri aankhon mein
Meri saans mein bas tum hai
Mera jo wada main hi toda
Maafi de mujhko sab bhul jaana
Vaapas na aana mujhe mat rulana
Ab tum chale jaa dubara na aana

Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Teri yaad tera pyaar
Teri pyari si woh baatein
Tera ye milna tera ye khona
Paake bhi tujhko main roya hoon jaana..

Teri Yaad Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download