Teri Ye Daphli Lyrics - Saud Khan, Shama Banarjee

Teri Ye Daphli lyrics, the song is sung by Saud Khan, Shama Banarjee from Qayamat Hi Qayamat (2012). Teri Ye Daphli Romantic soundtrack was composed by Anchal Talesara with lyrics written by Sudhakar Sharma.

Chham chham chhama chham chham chham chham
Tam tam tama tam tam tam tam

Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Bajte hain jab ek sur mein sawaria
Lagte hain janmon ke meet hain piya
Lagte hain janmon ke meet hain piya

Aaa.. aa..
Meri yeh dhapli teri yeh payalia
Bajte hain jab ek sur mein sajania
Lagte hain janmon ke meet goriya

Aaa.. aa..
Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Meri yeh dhapli teri yeh payalia

Hai raaz gehra apne milan ka
Rishta hai koi pichhle janam ka
Needon aate hain bas tere sapne
Sapnon mein hum roz milte bichhadte

Tere milne bichhadne pagal kiya
Aa.. aa…

Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Bajte hain jab ek sur mein sawaria
Lagte hain janmon ke meet hain piya

Aa.. aa…
Meri yeh dhapli teri yeh payalia
Teri yeh dhapli meri yeh payalia

bharatlyrics.com

Geeton mein tu meri, sargam mein tu hai
Tu hai to main hoon, main hoon to tu hai
Geeton mein tu meri, sargam mein tu hai
Tu hai to main hoon, main hoon to tu hai

Baaje na dhapli to lagta hai aise
Ruk jaayegi dil ki dhadkan hi jaise
Teri payal ne sur dhapli ko diya

Aa.. aa…
Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Bajte hain jab ek sur mein sawaria
Lagte hain janmon ke meet hain piya
Lagte hain janmon ke meet hain piya

Aa.. aa…
Meri yeh dhapli teri yeh payalia
Bajte hain jab ek sur mein sajania
Lagte hain janmon ke meet goriya

Aa.. aa…
Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Meri yeh dhapli teri yeh payalia
Teri yeh dhapli meri yeh payalia
Meri yeh dhapli teri yeh payalia.

Teri Ye Daphli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download