Thandi Thandi Hawa Me Ji Lalchaye Lyrics - Lata Mangeshkar

Thandi Thandi Hawa Me Ji Lalchaye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Prince (1969). Thandi Thandi Hawa Me Ji Lalchaye Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani
Pankh binaa ye udti jaaye

bharatlyrics.com

Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani

Rang-e-jawani
Taubaa re taubaa
Rang-e-jawani
Taubaa re taubaa
Kitni suhaani
Taubaa re taubaa
Ho kitni suhaani
Taubaa re taubaa
Dil ki umangen kya batlaaun
Dil ki umangen kya batlaaun
Kitni toofaani
Taubaa re taubaa
Haan kitni toofaani
Taubaa re taubaa
Jisko dekhe dekhe hi jaaye

Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani

Baanki adaayen
Haay re ghazab
Baanki adaayen
Haay re ghazab
Bahki nigaahen
Haay re ghazab
Haan bahki nigaahen
Haay re ghazab
Koyi rangeela
Saathi mil jaaye
Koyi rangeela
Saathi mil jaaye
Lab pe duaayen
Haay re ghazab
Lab pe duaayen
Haay re ghazab
Manzil manzil
Dhoom machaaye

Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani

Dil mein kasak
Daiya re daiya
Dil mein kasak
Daiya re daiya
Phool si mahak
Daiya re daiya
Haan phool si mahak
Daiya re daiya
Baat kare to ras barsaaye
Baat kare to ras barsaaye
Chaal mein lachak
Daiya re daiya
Haan chaal mein lachak
Daiya re daiya khud
Ko dekhe aur sharmaaye

Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani
Pankh binaa ye udti jaaye
Haaye jawani deewani
Ho thandi thandi hawa
Mein dil lalchaaye
Haaye jawani deewani.

Thandi Thandi Hawa Me Ji Lalchaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *