Tootegi Na Pyar Ki Dor Lyrics - Lata Mangeshkar

Tootegi Na Pyar Ki Dor lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Amber (1952). Tootegi Na Pyar Ki Dor Love soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Tootegi na pyar ki dor
Duniya chahe laga le zor
Dil ki baat bataun balam,
Dil ki baat bataun,
Main dil ki baat bataun
Tootegi na pyar ki dor
Duniya chahe laga le zor
Dil ki baat bataun balam,
Dil ki baat bataun
Main dil ki baat bataun

Teri mohabbat meri jawani
Teri mohabbat meri jawani mil-mil ke chhalakaye masti
Ho jhag-mag hai dharati ka aanchal
Ho jhag-mag hai dharati ka aanchal
Jhil-mil hai akash ki basti,
Ho akash ki basti
Tu hai chanda main hoon chakor,
Manzil apni gagan ki or
Tere paas main aau balam dil ki baat bataun,
Main dil ki baat bataun

Jhoom rahi hai mast umange
Jhoom rahi hai mast umange,
Dil ko mila hai dil ka sahara
Ho tu deewana main hoon deewani
Ho tu deewana main hoon deewani
Koi na jane bhed humara,
Ho bhed humara
Tu hai mere mann ka mor
Sun le mere dil ke chor
Jeevan tujh pe lutaun balam,
Dil ki baat bataun main,
Dil ki baat bataun

bharatlyrics.com

Tootegi na pyar ki dor
Duniya chahe laga le zor
Dil ki baat bataun balam,
Dil ki baat bataun,
Main dil ki baat bataun.

Tootegi Na Pyar Ki Dor Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download