Tujhe Dekh Ke O Jana Lyrics - Mohammad Niyaz

Tujhe Dekh Ke O Jana lyrics, the song is sung by Mohammad Niyaz from Bewafaa Ladki (2014). Tujhe Dekh Ke O Jana Sad soundtrack was composed by Ali Ahmed, Mohammad Niyaz with lyrics written by Siraj Sitapuri.

Tujhe dekh ke o jana
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Armaan ye behkte hain
Jaate ho jidhar se tum
Jaate ho jidhar se tum
Raste woh mehkte hain
Jaate ho jidhar se tum
Raste woh mehkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain

bharatlyrics.com

Paayal ki teri chham chham
Ghoonjhi hain fazaao mein
Tasveer teri humdam
Chhayi hain nigaahon mein
Tasveer teri humdam
Chhayi hain nigaahon mein
Zara dekh toh is dil mein
Zara dekh toh is dil mein
Sholey se bhadkte hain
Zara dekh toh is dil mein
Sholey se bhadkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain

Kyun door khade ho tum
Zara paas bhi ab aao
Nazron mein sama ke tum
Mere dil mein utar jaao
Nazron mein sama ke tum
Mere dil mein utar jaao
Hum tumse hi milne ko
Hum tumse hi milne ko
Meri jaan tadapte hain
Hum tumse hi milne ko
Meri jaan tadapte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain

Har pal ke liye itna
Ehsaan zara kardo
Poora ye mera dil ka
Armaan zara kardo
Poora ye mera dil ka
Armaan zara kardo
Deedar ko hum tere
Deedar ko hum tere
Ek baar taraste hain
Deedar ko hum tere
Ek baar taraste hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain

Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain
Armaan ye behkte hain
Jaate ho jidhar se tum
Jaate ho jidhar se tum
Raste woh mehkte hain
Jaate ho jidhar se tum
Raste woh mehkte hain
Tujhe dekh ke o jana
Armaan ye behkte hain.

Tujhe Dekh Ke O Jana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download