Tujhe Hum Andhere Ka Naam De Lyrics - Santosh Kumar

Tujhe Hum Andhere Ka Naam De lyrics, the song is sung by Santosh Kumar from Naghma Sara (1989). Tujhe Hum Andhere Ka Naam De Ghazal soundtrack was composed by S. Nashtar with lyrics written by Iqbal Ashraf.

Tujhe hum andhere ka naam de
Tujhe hum andhere ka naam de
Tujhe raaste ka deeya kahein
Tujhe hum andhere ka naam de
Tujhe raaste ka deeya kahein
Zara itana to samjaa humein
Zara itana to samjaa humein
Tuhi humsafar tujhe kyaa kahein
Tujhe hum andhere ka naam de

Tu sharaab hain meri raah ka
Tu hisaab hain meri chaha ka
Tu sharaab hain meri raah ka
Tu hisaab hain meri chaha ka
Tu sharaab hain meri raah ka
Tu hisaab hain meri chaha ka
Tujhe hum farebi nazar kahein
Tujhe chahato ka sila kahein
Zara itana to samjaa humein
Tuhi humsafar tujhe kyaa kahein
Tujhe hum andhere ka naam de

Tu bura na mane to jane jaa
Yahi apne dil ka hain faisala
Tu bura na mane to jane jaa
Yahi apne dil ka hain faisala
Tu bura na mane to jane jaa
Yahi apne dil ka hain faisala
Teri mast aankhon ko maikada
Tere ghesu o ko ghata kahein
Zara itana to samjaa humein
Tuhi humsafar tujhe kyaa kahein
Tujhe hum andhere ka naam de

bharatlyrics.com

Na ye dooriyaan na ye fasale
Humein na kar sakenge alag kabhi
Na ye dooriyaan na ye fasale
Humein na kar sakenge alag kabhi
Na ye dooriyaan na ye fasale
Humein na kar sakenge alag kabhi
Tuhi zehano dil mein hain chal magar
Tujhe kaise khud se juda kare
Zara itana to samjaa humein
Tuhi humsafar tujhe kyaa kahein
Tujhe hum andhere ka naam de

Tujhe raaste ka deeya kahein
Zara itana to samjaa humein
Tuhi humsafar tujhe kyaa kahein
Tujhe hum andhere ka naam de.

Tujhe Hum Andhere Ka Naam De Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download