Tum Aur Ham Bhool Ke Gham Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Tum Aur Ham Bhool Ke Gham lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Fashion (1957). Tum Aur Ham Bhool Ke Gham Romantic soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Bharat Vyas.

Tum aur ham bhool ke gham
Gaaye pyaar bhari sargam
Tum ho jahaan gham kya waha
Rut rangeen jawaan mausam
Tum aur ham bhool ke gham
Gaaye pyaar bhari sargam
Tum aur ham

bharatlyrics.com

Koyaliyaa kuhu kuhu bole
Kaliyon ne ghoonghat khole
Koyaliyaa kuhu kuhu bole
Kaliyon ne ghoonghat khole
Kaliyon se kahe ek bhanwraa
Dil de do haule haule
Hat mere sanam
Mujhe laage sharam
Hat mere sanam
Mujhe laage sharam
Tum aur ham bhool ke gham
Gaaye pyaar bhari sargam
Tum ho jahaan gham kya waha
Rut rangeen jawaan mausam
Tum aur ham

Ghir aaye baadal kaale
Ab dil ko kaun sambhaale
Ghir aaye baadal kaale
Ab dil ko kaun sambhaale
Apne hi dil se ye poochho
Ham to hain bhole bhaale
Ab chhodo sharam
Tumhen meri qasam
Tum aur ham bhool ke gham
Gaaye pyaar bhari sargam
Tum ho jahaan gham kya waha
Rut rangeen jawaan mausam
Tum aur ham.

Tum Aur Ham Bhool Ke Gham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *