Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho Lyrics - Javed Hussain

Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho lyrics, the song is sung by Javed Hussain from Teri Baatein (2014). Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho Ghazal soundtrack was composed by Javed Hussain with lyrics written by Late Ratan Haryanvi.

Tum na aane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho

Baat karni thi pyaar ki tumse
Baat karni thi pyaar ki tumse
Kyun na aane ki baat karte ho
Kyun na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho

bharatlyrics.com

Khusk hotho pe naksh hoth ke
Khusk hotho pe naksh hoth ke
Kyun mitane ki baat karte ho
Kyun mitane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho

Tumko maloom hai wafa ka chalan
Tumko maloom hai wafa ka chalan
Kyun nibhane ki baat karte ho
Kyun nibhane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho.

Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download