Tumhare Ishq Mein Lyrics - Altaf Raja

Tumhare Ishq Mein lyrics, the song is sung by Altaf Raja from Dil Diya Dard Liya (2010). The music of Tumhare Ishq Mein Pop track is composed by Altaf Raja while the lyrics are penned by Altaf Raja.

Tumhare ishq me hum yoo guzara karte hai
Tumhare ishq me hum yoo guzara karte hai
Ki ab toh neend me tumko pukara karte hai
Tumhare ishq me hum yoo guzara karte hai
Tumhare ishq me

bharatlyrics.com

Chura ke dil ko nazar bhi churai hai tumne
Badi hasinn ummide thi zindagi se mujhe
Teri nazar ne toh thukra diya abhi se mujhe
Taluukaat ko ruswa naa kar do raahe par
Salaam karke naa ja itni berukhi se mujhe
Chura ke dil ko nazar bhi churai hai tumne
Kadam kadam pe wafaa aajmaai hai tumne
Tumhari berukhi has kar gawaara karte hain
Ki ab to neend me tumko pukaraa karte hai
Tumhare ishq me hum yoo guzara karte hai
Tumhare ishq me

Bhulaane me jise humko kai jamaane lage
Nazar utha ke khula aasmaaan dekte hai
Jo log ud nhi sakte udaan dekhte hai
Hum us gali me aate jaate dekhte the
Ab aate jaate hum uska makaan dekhte hai
Bhulaane me jise humko kai jamaane lage
Phir us gali ki taraf hum kadam bhadane lage
Jo bhul ki thi whi phir doobara krte hai
Phir ab toh neend me tumko pukara krte hai
Tumhare ishq me hum yoo guzaara krte hai
Tumhare ishq me.

Tumhare Ishq Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download