Tumhari Aarzoo (Title) Lyrics - Mohit Chauhan

Tumhari Aarzoo (Title) lyrics, the song is sung by Mohit Chauhan from Tumhari Aarzoo (2016). The music of Tumhari Aarzoo (Title) Pop track is composed by Shankar (Sushant - Shankar), Sushant (Sushant - Shankar) while the lyrics are penned by Basant Chaudhary.

Tumhari aarzoo ke ssaye mein dard palta hai
Ye kaisa pyar hai aankhen nam hain kyun dil jalta hai
Tumhari aarzoo ke ssaye mein dard palta hai
Ye kaisa pyar hai aankhen nam hain kyun dil jalta hai

Khwahishein hain ya hai junoon
Dil ko kuch bhi samajh aaye na

bharatlyrics.com

Tumhari aarzoo ke ssaye mein dard palta hai
Chaha tujhe socha tujhe dil mein basaya tujhe
Jazbaat ki har saakh per khusboo se likha tujhe
O bekhabar tune magar apna na samjha tujhe
Dilbar teri ye bekhudi jaan kahin meri le jaaye na
Tumhari aarzoo ke ssaye mein dard palta hai
Ye kaisa pyar hai aankhen nam hain kyun dil jalta hai.

Tumhari Aarzoo (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download