'तुम्हें भी हमसे' | TUMHE BHI HUMSE LYRICS IN HINDI: The song "Tumhe Bhi Humse" is sung by Vishal Mishra from Shaan R Grover, Isha Malviya, Anushka Luhar and Shreas Pardiwala starrer film Tum Mere Ho, directed by Ashish Panda. TUMHE BHI HUMSE song was composed by Mithoon, with lyrics written by Mithoon.
तुम्हें भी हमसे Tumhe Bhi Humse Lyrics in Hindi
काश कि ऐसा हो जाए
तुम्हें हमारी आदत हो
हम्म हम्म
काश कि ऐसा हो जाए
तुम्हें हमारी आदत हो
होंठ पे तेरे हों ग़ज़लें
आँखों में इबादत हो
आँखों में इबादत हो
भारतलिरिक्स.कॉम
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
ख़ुदा क़सम क़यामत हो
जो तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
ख़ुदा क़सम क़यामत हो
जो तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
हम्म हो हो हो हो
हम्म हो हो हो हो
रातों को तेरी बाँहों में आके
चैन मुझको मिले
तुझको ही चाहूँ मेरे सिरहाने
सो जाऊँ पलकों तले
हमनशीं हमजाँ तुम हो
तुम ही मेरी राहत हो
तुम ही मेरी राहत हो
नहीं कोई शिकायत हो
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
ख़ुदा क़सम क़यामत हो
जो तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
तुम्हें भी हमसे मोहब्बत हो
Tumhe Bhi Humse Lyrics
Kaash ke aisa ho jaaye
Tumhein humaari aadat ho
Hmm hmm
Kaash ke aisa ho jaaye
Tumhein humaari aadat ho
Honth pe tere ho ghazlein
Aankhon mein ibaadat ho
Aankhon mein ibaadat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
Khuda qasam qayaamat ho
Jo tumhein bhi humse mohabbat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
Khuda qasam qayaamat ho
Jo tumhein bhi humse mohabbat ho
Hmm ho ho ho ho
Hmm ho ho ho ho
bharatlyrics.com
Raaton ko teri baahon mein aake
Chain mujhko mile
Tujhko hi chaahun mere sirhaane
So jaaun palkon tale
Humnasheen humjaan tum ho
Tum hi meri raahat ho
Tum hi meri raahat ho
Nahin koi shikaayat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
Khuda qasam qayaamat ho
Jo tumhein bhi humse mohabbat ho
Tumhein bhi humse mohabbat ho
