Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain Lyrics - Anurag Sharma

Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain lyrics, the song is sung by Anurag Sharma from Naye Manzar (2013). Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain Ghazal soundtrack was composed by Anurag Sharma with lyrics written by Anurag Sharma.

Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Mere mausam suhane ho gaye hain
Mere mausam suhane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

bharatlyrics.com

Palak bhar bhi humein dekha na tumne
Palak bhar bhi humein dekha na tumne
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

Agar milna nahi to saaf kehado
Agar milna nahi to saaf kehado
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain.

Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download