Tumhe Main Agar Apna lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Shatranj (1969). Tumhe Main Agar Apna Love soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).
Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak
Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak
Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak
Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak
bharatlyrics.com
Yahaan har qadam par nayi dilkashi hai
Kahaan tak tumhara bharosa karoon main
Yahaan har qadam par nayi dilkashi hai
Kahaan tak tumhara bharosa karoon main
Dua hai ke benoor ho jaayein aankhein
Kisi aur ki jo tamanna karoon main
Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak
Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak
Salaamat hain jab tak ye zulfon ke saaye
To phir kisako jannat ka aramaan hoga
Salaamat hain jab tak ye zulfon ke saaye
To phir kisako jannat ka aramaan hoga
Tumhare hi qadamon mein marana hua
To ye marana muje kitana aasaan hoga
Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak
Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak.