Tumko Kitna Pyaar Hai Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Tumko Kitna Pyaar Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Goonj (1974). Tumko Kitna Pyaar Hai Romantic soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Tumko kitna pyar hai
Kitna bekarar hai jiya
Jao ji jao hamne
Tumhe ha
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya
Tumko kitna pyar hai
Kitna bekara hai jiya
Jao ji jao hamne
Tumhe ha
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya

Pal me najar tumhari kabhi to
Dil ke karib si hai
Pal me hai dur ye bhi
Ada tumhari azib hai
Ek mere tum hi to
Ho tum bhi khafa ho
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya
Tumko kitna pyar hai
Kitna bekara hai jiya
Jao ji jao hamne tumhe ha
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya

bharatlyrics.com

Aao gale lagakar
Tumhari baho me jhum jaye
Kho jaye ek duje me
Sari bato ko bhul jaye
Aao gale lagakar
Tumhari baho me jhum jaye
Kho jaye ek duje me
Sari bato ko bhul jaye
Aaj fir pyar
Se hamko satao
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya
Tumko kitna pyar hai
Kitna bekara hai jiya
Jao ji jao hamne tumhe ha
Jao ji jao hamne
Tumhe dekh liya
Hamne bhi sarkar dekh liya
Gusse me hai pyar dekh liya.

Tumko Kitna Pyaar Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download