Tune Jo Idhar Dekha Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Tune Jo Idhar Dekha lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Ardhangini (1959). The music of Tune Jo Idhar Dekha Dance track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Arre toone jo idhar dekha
Haay maine bhi udhar dekha
Toone jo idhar dekha
Maine bhi udhar dekha
Kaahe ko jaley hai koi re
Nazar bhar ki ho gayi naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Naadaani
Nazar bhar ki ho gayi naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Kaahe ko samajh liya
Teri meri preet piyaa
Do hi to dinon ki huyi re
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi

bharatlyrics.com

Do hi nazar ki ye baaten nahin re
Jeewan bhar ka ye iqraar hai
Haay
Ab to hamaari suno dhadkan ye dil ki
Teri paayaliya ki jhankaar hai
Aa aa
Do hi nazar ki ye baaten nahin re
Jeewan bhar ka ye iqraar hai
Haay
Ab to hamaari suno dhadkan ye dil ki
Teri paayaliya ki jhankaar hai
Pal mein nayan uthhe
Pal mein nayan jhuke
Duniya badal gayi re
Umar bhar ki ho gayi badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi

Dhoondh raha hoon tujhe dil deke sajnee
Tu hi bata de jiya kyaa ho gaya
Arre
Abhi abhi to mere paas mein thhaa wo
Raam hi jaane piya kya ho gaya
Aa aa
Dhoondh raha hoon tujhe dil deke sajnee
Tu hi bata de jiya kyaa ho gaya
Haay
Abhi abhi to mere paas mein thhaa wo
Raam hi jaane piya kya ho gaya
Arre
Shola sa chamak gaya
Thoda main behak gaya
Thodi tu behak gayi re
Nazar bhar ki ho gayi naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Naadaani
Nazar bhar ki ho gayi naadaani
Nazar bhar ki ho gayi

Sach kar dikhaaungi main duniya ko sainyya
Sapne jo dekhe maine tere liye
Haaye
Sapne suhaane deewaaron mein chun ke
Jeena padega gori mere liye
Sach kar dikhaaungi main duniya ko sainyya
Sapne jo dekhe maine tere liye
Haaye
Sapne suhaane deewaaron mein chun ke
Jeena padega gori mere liye
Ban ke anarkali
Sajna tumhaari gali
Jab tere sang chali re
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Arre
Toone jo idhar dekha
Maine bhi udhar dekha
Kaahe ko jale hai koi re
Nazar bhar ki ho gayi naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi
Naadaani
Nazar bhar ki ho gayi
Badnaami
Umar bhar ki ho gayi.

Tune Jo Idhar Dekha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download